Rann Ki Dahaad Lyrics - Pranaam
Song: Rann Ki
Dahaad
Singer: Brijesh
Shandilya
Music: Jaan
Nissar Lone
Lyricist: Shiv
Sagar Singh
Music Label:
T-Series
Rann Ki Dahaad
Lyrics
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Sanhaar ki hai ye ghadi,
Prahaar ki hai ye ghadi,
Le khadag aaj nyaan se nikal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad,
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad,
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Sasa-mama-gaga-dada-mama-nini-dada-sasa
Sasa-mama-gaga-dada-mama-nini-dada-sasa
Sasa-nini-papa-mapa-nini-papa-mama-rega
Papa-mama-rere-nire-sa
Sa-re-ma sa-re-pa ma-pa-ni pa-ni-re ga-re
ni-re-sa
Hai mantra ek yudh ka,
Ki maar de ya marr yahan,
Aur na vikalp hai sadak bandh le sar yahan
Ho, Saam-daam-dand-bhed,
Rann mein sab pavitra hai,
Jeet ke siva yahan kaun kiska mitra hai,
Dhadd ke shish ko ukhaad
Chann mein harr le sabke praan
Chalni karde dushmano ki dhaal tu
Dhadd ke shish ko ukhaad
Chann mein harr le sabke praan
Chalni karde dushmano ki dhaal tu
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Sanhaar ki hai ye ghadi,
Prahaar ki hai ye ghadi,
Le khadag aaj nyaan se nikal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad,
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad,
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu……..
Bhu-bhuja mein bizliyan,
Aur pralay sa aankh mein,
Hastiyan na mil sake,
Paapiyon ke raakh se,
Chama, daya se hai mila
Kisko nayaay kab yahan?
Todd de tu chakravyuh
Wadh hi wadh ho aab yahan
Bharle tarkasho ke paan,
Baandh kar dhwani kripaan,
Paapiyon ke tan se khinch khaal tu……..
Bharle tarkasho ke paan,
Baandh kar dhwani kripaan
Paapiyon ke tan se khinch khaal tu………
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu……. X 2
Sanhaar ki hai ye ghadi,
Prahaar ki hai ye ghadi,
Le khadag aaj nyaan se nikal tu,
Rann ki hai dahaad, waksh shatruwon ke faad
Aaj rakt se dhara ko karde laal tu
(Sa-re-ma sa-re-pa ma-pa-ni pa-ni-re ga-re
ni-re-sa)
Thank you Thank you Thank You
No comments:
Post a Comment